SAIYAARA LYRICS — EK THA TIGER | Mohit Chauhaniyaara Aasmaan tera mera hua Khwaab ki tarah dhuaan dhuaan Aasmaan tera mera hua Saans ki tarah ruaan ruaan
Saiyaara lyrics from Salman Khan, Katrina Kaif starrer Ek Tha Tiger. Saiyaara is sung by Mohit Chauhan under the music direction of Sohail Sen.
Enjoy this Ek Tha Tiger song Saiyaara with Lyrics.
SAIYAARA LYRICS — EK THA TIGER | Mohit Chauhaniyaara
Aasmaan tera mera hua
Khwaab ki tarah dhuaan dhuaan
Aasmaan tera mera hua
Saans ki tarah ruaan ruaan
Ho jaaye jahaan tu jaaye
Paaye mujhe hi paaye
Saaye ye mere hain tujh mein samaaye
Paaye mujhe hi paaye
Saaye ye mere hain tujh mein samaaye
Saiyaara main saiyaara, Saiyaara tu saiyaara
Sitaaron ke jahaan mein milenge abb yaara [x2]
Sitaaron ke jahaan mein milenge abb yaara [x2]
Tu jo mila toh yun hua
Ho gayi poori adhoori si duaa
Tu jo gaya, toh le gaya sang tere
Mere jeene ki har wajah

Tumpe miti tumse bani
Tumse hua hai haan khud pe yaqeen
Tu jo nahi to naa sahi
Main hoon yahaan toh tu hai yahin kahin

Song Details:
Song Title: Saiyaara
Singer: Mohit Chauhan, Tarannum Malik
Lyrics: Kausar Munir
Film: Ek Tha Tiger
Music: Sohail Sen
Music Label: YRF Music
Song Title: Saiyaara
Singer: Mohit Chauhan, Tarannum Malik
Lyrics: Kausar Munir
Film: Ek Tha Tiger
Music: Sohail Sen
Music Label: YRF Music
All Songs of Ek Tha Tiger
COMMENTS